rc details check , vehicle registration details online

Car Details Kaise Dekhe – Mobile me Vehicle RC Challan Sab Details dekhe

Hello friends ,

I hope you are all fine .

Koi old car purchase krna chahte ho ? Par pareshani ye hai ki apko ye nhi pata ye car kitni purani hai ? Iska as per government records malik kon hai ya kya is par koi challan h ya nhi ?

Friends ye jo queries hai hame aksar pareshan krti hai jab b hame koi purana vehicle lete hai , apke sath koi cheating na ho is liye hmne ye koshish ki hai ki is post me apko ek aisi app ke baare me bataye jis me ap kisi bhi vehicle ki atoz sabhi details dekh sakte hai .

Also Read : What is SEO doing and how it can be made easy for newbie blogger ?

Introduction

Sbse phle dosto yadi ap olx , cars24 ya kisi bhi online portal se car kharid te hai to apko batana chahunga is par puri tarah kabhi trust na kare , kyoki in companies ka kam h sirf commision lekar cars sale krna aur paper work pura karwana. Par apko kisi bhi vehicle purchase krne se phle jagruk hona jruri hai .

Agar ap kisi bhi vehicle ki details jaise uske asli malik ka nam jo ki as per government records hai , insurance validity , challan , engine number , chassis aur bhi kai details.

Car RC RTO Mobile Vehicle details App

Friends sbse phle apko google playstore me search krna hoga Vehicle detail app RTO , to apko noche dikhaya gaya ye app apn phone me download ke lena hai .

Jaise hi ye app download hojata hai isme apko search pr click krna hai aur usme kisi bhi vehicle ka RC number dal dena hai jiski ap details check krna chahte hai .

Is app me ap kisi bhi vehicles ki details dekh skte hai jaise :

  • Vehicle Owner Name
  • Date of Registration
  • State of RC registration
  • Engine number and chassis number
  • Government challan on Vehicle and much more .

Is app ki kuch khaas baat or hai ki ap is app me vehicle ki insurance ki details check kr skte hai aur agar vehicle par koi valid insurance plan hai to ap sidha koi plan online bhi purchase kr skte hai .

Is app me ap Vehicle Resale value bhi calculate kr skte hai , jis se apko vehicle.ki kisi bhi samay pr kya value honi chahiye aur ap.isme kuch extra services jaise Petrol Prices state or city wise , ya RTO services bhi le skte hai .

Mobile Vehicle Registration App – Other Recommendations

Ham ye nhi recomend karenge ki app koi aise app.download kare jisme apko login karna pade ya phir apko koi login submit krna pde ya jisme apka.dta chori hojae , isliye ap kewal government recommended apps hi download krne jiski list me hai :

  • mParivahan App
  • RTO Vehicle Registration app
  • RTO by In bill solutions

Agar ap playstore ke alawa ya kisi website se download krte hai to apko btade ki apke mobile ka data bhi hackers dwara liya ja skta hai .

In apps ko sirf playstore se hi download kre . It will be safe and secure for your mobile and data .

Also Read : What is Web hosting and domain ?

FAQ

1. Kya RTO vehicle app ya mparivahan app ko use krne ke liye charges dena hoga ?

Apko kisi bhi goverment approved apps me vehicle registration ya rto.details ke liye kuch bhi charge nhi dene hai a

2. Kya government approved apps me hmara data government record krti hai ??

Agar ap pyaar btaye gaye kisi bhi app ko download krte hai to inki privacy policy ke anusar apke mobile se kisi prakar se kuch bhi data chori nhi hoga nahin iska koi record rakha jaega .

3. Kya RTO vehicle app m old vehicles ki detail dekh skte hai .?

RTO vehicle registration app me ap.kiso car , scooty ,scooter , bike ,truck.ya kisi bhi road vehicle new ya old , damaged ya kisi bhi vehicle ki detail check riste hai bas apko us vehicle ka correct registration number yani RC number pata hona chahiye .

I hope apko ye post achi or informative lagi hogi agar ap.kucb puchna chant hai ya kuch batana chahte hai to ap niche comment kr skte hai .

Ap sabhi se request h is post ko facebook ya sabhi jaga pr share jrur kare .

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *