hardware market delhi

Hardware Market in Delhi : Chawri Bazaar

Delhi in India is a hub of markets where you can buy all types of goods in bulk , for your shop , for your showroom or for your personal use also . In our earlier post, we described about how you can buy mobile accessories directly from the wholesale market in Delhi i,e from Karol Bagh .

Business is about taking risk and transacting on a routine basis , because once your funds are blocked you can not move your business forward. The most demanding business today is construction and related to building works . For construction you require goods like cement , bricks , steel rods , iron angles , chemicals , paint and other hardware stuff. Hardware business in India is the second most demanded business in India. It includes a wide range of goods like :

  • Iron Goods
  • Paint Accessories
  • Pipe and other Sanitary Ware
  • Abrasives
  • Wood and other Accessories
  • Glass Fittings and Accessories
  •  Decoratives
  • Home Decor
  • Electronics
  • Hardware Tools etc ;

If you want to start your own hardware business , you must read this post to know all about how much investment , what goods , what profits , what all is need to have successful hardware business .

Investment

Hardware ka business shuru krne se phle hmesha dhyan rkhie ki koi bhi business investment ke bina nhi ho skta lekin agar ap dedicated h aur apke pas investment nhi hai par phir ap business ko grow kr skte hai.  Iske liye ye samajhiye ki suppose apke pas investment me sirf 2 lakh rupaye h to apko hardware ke business ki puri knowldege hone jruri hai kyoki agar ap is investment ko un products me invest kr dete hai jo ki seasonal k according bhi blocked rehte hai to ap business me loss kr bethenge . Par agar p sirf running goods me invest krte hai to apka business hmesha grow krega .

Ab baat ai investment ki , hardware business me apko kam se kam 5 lakh se investment chahiye jisme apko sabhi goods aur main main accesories apne store par rakhni hogi . Agar ap kuch chuninda goods ka stiock banakar kam krte hai aur sara paisa us stock me laga dete hai to apke loss hone ke chances bad jate hai . isliye kehta hai wholesaler bhi kabhi kabhi goods galat hone ki wajah se nuksan me chale jate hai .

To in short , apko sirf is tarah se investment karna hai ki apke paise running goods aur kam se kam kisi good ke stock me invest ho , agar wo apne galat chizo me laga die ya business showroom ko decorate ya interior banane me kharch die to samajh lijie apka nuksan ho chuka hai.

Best Market in India to Buy Hardware Goods : Chawari Bazar 

Ye kehna asan to h ki chawari bazar me apko sab saman ek jagah mil jata hai , lekin agar ap first time buy karne jate hai to samajh lijie ki ap ke sath dhoka hona hi hona hai . Chawari Bazar apko delhi ke old railway station se sbse pas padta hai . Isme apko sabhi prakar ki shops jaise pvc pipes , pipe fittings , glass fittings accesories , masonry goods , carpenter goods etc sab mil jata hai . Jis se ap apna khud ka retail business ya wholesale business bhi shuru kr skte hai .

Chawari Bazar me apko shop ke liye purchasing krne se phle apko kuch baton ka dhyan rakhna chahiye jaise :

  1. Ap jis bhi shop se saman le rahe h to us se GST pay krke bill jrur len taki apko checking k waqt koi nuksan na uthana pade .
  2. Hmesha usi dealer se kharidiye jis ke pas GST registration ho , kyoki agar ap kisi local dealer se purchase krte hai to badme apko wo saman apne local city me lejane me problem ati hai .
  3. Payment kisi bhi dealer ko online mode se ya on the spot payment mode se hi kijie kyoki cash mode me ki gai payment India me kahi b legal payment nhi mani jati jis se apki payment for business genuine ho jati h aur apke pas business ka ek purchase record maintain rehta hai .
  4. Saman ko ache se check krke hi purchase kre ,agar ap market me kisi dukan dar pr bharosa kr bina saman check kre purchase krte hai to chances hai ki apke sath dhoka ho jae.

Also Read  : True caller app par Number Register Sahi h ya Galat – Is it Safe to Use True Caller ?

How to Reach Hardware Market Chawri Bazar 

 

By 3 Wheeler 

Agar ap Old Delhi Railway station par hai to ap waha se direct chawri bazar ke liye wheeler transport le sakte hai ya ap e-rickshaw se bhi waha tk ja skte hai . Agar apke pas khud ka vehicle hai to yaad rakhie apke wheeler ko parking me khada krke jae kyoki market me jyada rush hone ki wajah se apka vehicle chori bhi ho skta hai .

By Train 

Agar ap Delhi ke Chawri Bazar market me jana chahte ho , to sbse acha method hai Train . Agar ap kisi bhi city me ho to ap Indian railway se Delhi Old Delhi Railway station ya Sadar Bazaar Station pr utar skte hai , yaha se Chawri bazar market 10 min ke walking distance par hai .

By Metro 

Delhi metro se agar ap market pahuchna chahte hai to ap Delhi me kisi bhi metro station se apko Old Delhi Station ke pas wale metro station par ap utar kr market me ja skte hai .

Agar ap Delhi Chawri Bazaar market , me se kuch bhi purchase krna chahte hai ya kisi bhi business me investment krne ke baare me kuch baat krna chahte hai toh ap niche comment kr skte hai , ham apko jald se jald reply krenge .

Hope you liked this post , don’t forget to share this post with your entreprenuer friends .

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *