online cylinder booking , Indane cylinder booking , hp gas booking online , whatsapp cylinder booking

Online Indane Cylinder Kaise Book Karen – Learn how to Book Cylinder in India

Hello friends ,

Hope you are all fine !

Is post me m apko sirf audience ki demand pr ye btaunga ki apko gahr baithe cylinder kaise book karwana hai agar ap Indane Cylinder use krte hai .

Introduction 

book cylinder online , Booking INDANE LPG On Whatsapp

Dosto agar Indane cylinder use krte hai to is post me apko kewal Indane cylinder ke booking ke baare me bataya gaya hai .

Sbse phle dosto agar apko hmare dware btayi gai pichle post jisme Youtube Shorts ka jikr h agar wo achi lagi to comment krke jrur bataye.

Indane India ki sbse jyada use ki jane wali LPG cylinder ki company h , company ke lakho petrol pump aur gas stations India me chal rahe h .

Indane ne apne customers ko sabhi prakar ki faculty di h jaise online cylinder booking – whatsapp ke jariye , miss call cylinder booking aur sms cylinder booking .

Kyoki hm apko btana chahte h in sab me se sabse asan tarika , to dosto ap Whatsapp Booking ko try kr skte h.

INDANE CYLINDER Whatsapp Booking 

Sabse phle apko Indane Company Whatsapp Number apne phone ke contacts me save krna pdega .

Contact ka number hai –

+91 7588888824

Sabse phle ise apne phone me save kre –

Save krne ke bad ise Whatsapp me khole .

Cylinder Book krne ke liye

Likhen –

REFILL#{Consumer Id } aur bhej de .

Suppose apki consumer Id hai – 7500034512238945

Consumer Id ap apni gas agency me jakar pata laga skte hai .

To apko message kuch is tarah se likhna hai – REFILL#7500034412238945

Apko turant whatapp pr message aa jaaega ki apki booking le li gai h aur apka cylinder book ho gaya hai .

Agar ap kisi bhi samay apne Cylinder kei deliver ya booking ka status jan na chahte hai to Indane ke Whatsapp chat par likhen

Status#{ConsumerID }

Important Tip 

Agar ap koi dusri cylinder service use krte hai to ye booking ka tarika uspe kam.nhi krega .

Agar kisi wajah se apki booking cancel ho jati h ya apko cylinder ki booking cancel krna hai to Indane Compny ko call.kr skte hai .

Toh is tarike ke se ap kabhi bhi aur kahi bhi apna cylinder book kra skte hai aur iska. Status jan skte hai .

Post ko share aur like jrur krna .

Hope ye post apko pasand ai hogi , agar ap hmse kuch puchna chahte hai to apn niche comment kr dijie .

 

 

 

 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *