Facebook ek acha platform hai jaha ap apne friends aur family se connect ke skte hai . Facebook par apko sabhi tarah ki information deta hai jaise jobs ki jankari , market me new business model ,investor ,share bazar ,kitchen tips ya tak ki apko home decoration ya construction tk le ideas apko facebook se mil jate hai .
Agar apko na pata ho to Facebook ne recently apna gaming platform shuru kia hai jisme ap gaming krke facebook pe apne friends ke sath koi b top level games online play kr skte ho, phle apko ye feature sirf alag alag app me milta tha jisme apko apna login krna padta tha par ab ap apne mobile me facebook app me login krke kisi bhi game me sidha login kr skte ho .
Facebook me problem har kisi ko ata hai, wo hai Identity verification problem . Ye problem apko kyo ata h aur apko isme kya krna h iske baare me baat krenge .
Introduction
Facebook me Identity verification kahi reason se mang skta hai , agar ap apni facebook id se kuch aisa share kr dete ho jo facebook ki policy k khilaf hai, ya ap kisi aur ki identity ka account open krne ki koshish kr rhe ho aur facebook ne detect kr lia ya phir apko apne mobile verification / email verification / security code verification krne me koi problem arahi hai .
Facebook identity verification me apko facebook ko apni ek Identity proof bhej kr ye verify krna hota hai ki ap ek real user hai aur koi robot apka account operate nhi kr raha . World me aise bhot se user hai jo facebook me automation krke apne mobile se apna facebook automatic chalaate hai jis se facebook ko real experience aur user ka data ya interest janne me problem hoti hai .
Facebook identity verification ek chota sa procedure hai jo ap kabhi bhi kr skte hai par agar apka account lock hogaya hai identity verification ke reasons se to apko ise within 30 days ya 60 days me krna hoga . Nhi to apka account permanent close hojayega .
Also Read : Investment in Indian Stock Market : Is it Profitable or Drowning of Investment
Facebook Identity Verification Kaise kare
Facebook par identity verification krna bhot asan hai . Sbse phle apko apne account ki information se us me logon krna hoga . Agr ap password bhul gae hai to use forgot password se change krna hoga . Account login krne ke bad apko ek option dikhega Identity verification .
Ye option apko tb dikhega jab apki Id block hochuki hogi ya kisi wajah se facebook ne apke account me restriction dal di hogi .
Agar ap bina kisi restriction ke bhi identity verification krna chahte hai to ap aise apne account me jakar kr skte hai –
Settings – > Personal – > Identity Confirmation
ID verification / confirmation ke liye apko apna koi bhi document option se jakar upload kr dena hai jo apne screen par dikhaya gaya hai facebook dwara. Jaise hi ap successfully upload krne deta hai to facebook se apke registered mobile number , email ya apke whatsapp par bhi message ajata hai ki.apka account confirm hogaya hai .
Par note kijie agar 3 baar identity verification krne me fail hote hai to Facebook apka account deactivate ya disable kr skte hai . Uske bad ap us account ko kabhi activate nhi kra paoge .
Isme khass baat ka dhyan rakhna hai ki apka Id proof original ho aur uski pic ap square format me upload kr rhe hai , agar ap koi fake ID bnakar verification krne ki koshish krte hai to facebook apki id sidha disable bhin kr skta hai . To ise safety aur genuine ID ke sath hi kare .
Also Read : Selling your Old Stuff on Olx.in or Olx App : Tips for Ad Placement on Olx
Verification krne se kya hoga
Facebook ID verification se facebook ko kya fayda hoga ye samaj lijie , facebook ko apki upload ki gai ID se pata chal jaega ki ye jo facebook account hai ye person operate kr rahana hai agr us account se koi b illegal activity hoti hai to facebook government ko complete data provide krati hai criminal ko pakadne me.
Facebook id verification se user ko bhi bhot fayda hota hai :
1. Sbse phle ye samajhiye ki agar ap ID verify kra lete hai aur apka account approve hojata hai to apke liy facebook ke kai sare features smooth kam krte hai jaise Pages bnana ya Group Banana unme Bio dalna etc .
2. ID verification hone ke bad shayad hi facebook kabhi apke account ko block kare . Chahe apni kitni sharing aur post liking kre.
3. ID verification ke bad apka account kbhi bhi facebook dwara disable ya bnd nhi kia jata bas har mistake pr facebook koi penalty ya koi Warning de deta hai jis se facebook ka work chalta rehta hai .
4. ID verify krne se apko facebook ke kisi b new feature ko use krne ke liye baar baar ID verification nhi krna pdta .
Agar ap kisi bhi wajah se ID confirm nhi kra pate to iska koi solution nhi ki ap apna account dubara access kar payen.
Also Read : Offline Business Idea : Manufacturer or Wholesale which one to choose ?
Kya Identity Proof dena Safe hai ?
Jaise kaha jata hai ki kya online ID proof kisi bhi company ko share krna sahi hai , isi se judi India me latest news ai thi ki facebook ka millions me database chori ho chuka hai jisme kafi logo ka database hackers ko mil chuka hai .To in baaton ka dhyan rakhte huye hmari do advice apke liye rahegi :
1. Agar ap facebook par as a creator kam kr rhe hai to apni income ko continue rakhne ke liye apko Id confirm to krni pdegi .
2. Agar ap facebook ko as a fun activity ke liye use kr te hai to ap ID confirmation na bhi krke facebook par ek naya account banakar use istamal ke skte hai bas ap extra sgsri
Hope you liked this post on ID verification on facebook . If you have any queries you can share your views down below .